Kya Hua? Aapko bhi kisi ki bahot jada yaad aa rhi hai? Agar ha to fir padhiye hmari in pyari si yaad shayari in hindi ko, aaj hum aap sabhi k liye hindi yaad shayari, yaad shayari 2 line, miss u a lot shayari, yaadien shayari or bahut si shayari aapke liye lekar aaye hai. Hume umeed hai ki aapko ye jrur pasand aayengi.
Shayari Yaad In Hindi

| तुम्हारा साथ अधूरा था तो क्या तुम्हारी यादें तो पूरी हैं तू ज़रूरत नहीं थी मेरी पर तेरी मोहब्बत बहुत ज़रूरी थी |
| नहीं है कुछ भी मेरे दिल में सिवा उसके, मैं उसे अगर भुला दूँ तो याद क्या रखूँ। |
Hindi Yaad Shayari

| Bahut Yaad Aati Hai Yaar Tumhari Magar Ab Haq Bhi Nahi Hai Ki Ye Kah Sakun Tumse |
| Jab Bhi Tumhari Yaad Aati Hai Ankhe Nahi Dil Khud Rone Lagta Hai |
Yaad Shayari 2 line

| कभी याद आती है कभी उनके ख्वाब आते हैं, मुझे सताने के सलीके तो उन्हें बेहिसाब आते हैं |
| आज कल रातों में नींद कम और तेरी याद ज्यादा आती है |
Yaad Shayari In Hindi

| Kabhi Kabhi Yaad Aati Hai Un Lamho Ki Jisme Usne Hazar Khushiyan Di Aur Phir Yaad Aate Hai Wo Lamhe Jisme Usne Lakh Gum Diye |
| Barish Tumhari Yaad Lekar Chali Aati Hai Aur Hum Apni Hatheliyon Par Unhe Samet lene Ki Koshish Karte Hai |








