12+ Best Dosti Shayari In Hindi | Quotes On Dosti

Dosti Shayari In Hindi

Hello friends, We are back with the new collection of dosti shayari in hindi, dosti shayari 2 line, dosti love shayari, dosti shayari photo etc. We understand that in this cruel world nothing is better than a good friend. So on this friendship day share these beautiful friendship day quotes in Hindi with all your buddies and make them feel special.

Dosti Shayari

Kise Bataye Tumhe Kitna Pyar Karte Hai,
Sochte Hai Kah De Par Kahne Se Darte Hai,
Kahi Dosti Ka Rista Tut Na Jaye Hamara,
Bas Isliye Ham Chup Raha Karte Hai
Aasmaan Se Tod Kar Sitara Diya Hai,
Aalam-e-Tanhai Mein Ek Sharara Diya Hai,
Meri Kismat Bhi Naaz Karti Hai Mujhpe,
Khuda Ne Dost Hi Itna Pyara Diya Hai
Hum Jab Bhi Aapki Duniya Se Jayenge,
Itni Khushiyan Aur Apnapan De Jayenge,
Ke Jab Bhi Yaad Karoge Is Pagal Dost Ko,
Hansti Aankhon Se Aansoo Nikal Aayenge

Hindi Dosti shayari

Luv shayri
Dushmano Se Mohabbat Hone Lagi Hai Mujhe,
Jaise Jaise Dosto Ko Aazmata Ja Raha Hoon
Dost Hokar Bhi Maheeno Nahi Milta Mujhse,
Uss Se Kehna Ki Kabhi Zakhm Lagaane Aaye
Aap Jiske Waste Mujhse Kinara Kar Gaye,
Aapse Bach Kar Wahi Mujhko Ishara Kar Gaye.

Quotes on Dosti in Hindi

Luv shayri
Muskurana hamesa kyuki main saath hun,
Samne na sahi Par aas-paas hu,
Palko ko band karke dil se yaad krna,
Main aur koi nahi dosti ka pyara ehsas hu
Sawaal Paani Ka Nahin, Pyaas Ka Hai,
Sawaal Maut Ka Nahin, Saans Ka Hai,
Dost To Duniya Mein Bahut Hai Magar,
Sawaal Dosti Ka Nahin Pyaar Ka Hai.
Dosti Naam Hai Sukh-Dukh Ki Kahani Ka,
Dosti Raaz Hai Sadaa Hi Muskurane Ka,
Ye Koi Pal Bhar Ki Pehchan Nahi Hai,
Dosti Vaada Hai Umr Bhar Saath Nibhane Ka

Beautiful Dosti Shayari In Hindi

Beautiful Dosti Shayari In Hindi
Aadatein Alag Hain Meri Duniya Walo Se,
Dost Kam Rakhta Hoon Par LaJawab Rakhta Hoon
Sachche Dost Kabhi Girne Nahi Dete,
Na Kisi Ki Najron Se Na Kisi Ke Kadmon Mein
Dosti Kis Se Na Thi Kis Se Mujhe Pyar Na Tha,
Jab Bure Waqt Pe Dekha To Koi Yaar Na Tha

Dosti ki Shayari

Luv shayri
Toofano Ki Dushmani Se Na Bachte To Khair Thi,
Saahil Se Doston Ke Bharam Ne Dubo Diya
Dosti Mein Dost, Dost Ka Khuda Hota Hai,
Mahsoos Tab Hota Hai Jab Wo Juda Hota Hai
Na Tum Door Jaana Na Hum Door Jayenge,
Apne-Apne Hisse Ki Dosti Ko Nibhayenge

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *